Gaya Kaam Se Lyrics by Armaan Malik is newly Hindi song with music also given by Bhrigu Parashar. Gaya Kaam Se song lyrics are written by Bhrigu Parashar, Armaan Malik.
Gaya Kaam Se Song Details
| Song Name: | Gaya Kaam Se |
| Singer: | Armaan Malik |
| Music: | Bhrigu Parashar |
| Lyrics by: | Bhrigu Parashar, Armaan Malik |
| Label: | Always Music Global |
Gaya Kaam Se Lyrics
Ek hi bar dekh ke
Aakhon mein tu chha gaya
Thodi hi der mein kahin
Mujhe chain sa aa gaya
Dil aa gaya toh dil lagana
Ishq hua, toh azmana
Koyi wajaah koyi baahana
Bhi zaroori hain kya?
Na lena dena nam se
Naa jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Na lena dena nam se
Naa jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Mann chala manchala
Idhar udhar kidhar kya bataaun
Dhoondhti besabar nazaar
Asaar tera kya bataaun
Baat baani toh baat badhana
Pyar huya toh pyar jatana
Koyi wajaah koi bahaana
Bhi zaroori hain kya?
Kya hoga intezaar se
Iss dil ke armaan se
Naa kal ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Na lena dena nam se
Naa jaan pehchaan se
Na ghar ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se
Shuru ho muskaan se
Khatam meri jaan pe
Naa din ka pata bas itna pata
Ke main toh gaya kaam se